Skip to main content

Khoye Khoye Rahate Ho Song Lyrics

Ab ki dafa ro padega
Viraan kagaz dekh kali
Aakhari khat mein usse
Maine likha kuchh bhi nahin
Bikhari bikhari zulfe rukh
Par aur pasina mathe par
Sach to ye hai tu roop se
Main aur bhi pyare lagte ho
Karvat karvat chubhta bistar
Saans saans mein angadai
Kis ko apni neende dedi
Jaage jaage lagate ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Koi bhi lekin meri tarah
Na tut ke tujhko chahega
Koi bhi lekin meri tarah
Na tut ke tujhko chahega
Tut ke tujhko chahega
Yun to har ik dekhane waale
Yun to har ik dekhane waale
Ko tum achhe lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Meri nazar ka dokha hai
Yaa jaadu aapke jalwon ka
Meri nazar ka dokha hai
Yaa jaadu aapke jalwon ka
Jaadu aapke jalwon ka
Jaanta hoon tum gair ho lekin
Jaanta hoon tum gair ho lekin
Phir bhi apne lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Puchh ke dekhe humse koi
Kis darza chalak ho tum
Puchh ke dekhe humse koi
Kis darza chalak ho tum
Kis darza chalak ho tum
Dekhane waalo ko tum kitane
Dekhane waalo ko tum kitane
Bhole bhale lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Kis zaalim ne fek diya hai
Aaj ana ki choti se
Kis zaalim ne fek diya hai
Aaj ana ki choti se
Aaj ana ki choti se
Kuchh to kaho
Kya baat huyi hai
Kuchh to kaho kya baat
Huyi hai bikhre bikhre lagte ho
Pehle jaise aaj nahi
Tum badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Raahi tak na taare ginna
Saadit janu humara hai
Raahi tak na taare ginna
Saadit janu humara hai
Saadit janu humara hai
Aaj magar kyaa baat hai tum bhi
Aaj magar kyaa baat hai
Tum bhi jage jage lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho
Pehle jaise aaj nahi tum
Badle badle lagte ho
Khoye khoye khoye
Khoye rahate ho
Uljhe uljhe lagte ho

Comments

  1. Namak Haram Country in the World and “News circulating in Indian electronic and social media claiming additional deployment of Pakistan army troops along LOC in GB and alleged use of Skardu Air base by China is false, irresponsible and far from truth,” tweeted the DG ISPR.

    ReplyDelete
  2. How to Thrive Through Your First Few Years of Marriage? As of writing this post, this year, we are celebrating two years of marriage and six years of being together.Details on site

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Bewafa Yun Tera Muskaran Song Lyrics

Suna hai log use aankh Bhar ke dekhte hai So uske sheher mein Kuchh din theher Ke dekhte hai Suna hai rakt hai usko Kharaab haalo se So apne aap ko barbaad Karke dekhte hai Suna hai bole toh baaton Se phool jhadte hai Ye baat hai toh chalo Baat karke dekhte hai Suna hai din ko usey Titaliyan satati hai Suna hai raat ko juganu Theher ke dekhte hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Main jo zakhm khaya hai dil par Woh dikhane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Unke paaon mein mehndi lagi hai Unke paaon mein mehndi lagi hai Aane jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Aap woh baat kyun Puchhatey hai

Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin Song Lyrics

Baat parde ki hai parda Hi pada rehne do Naam ka kaatil ka bata Tu ye mara kaam nahin Kaam kya hai teri ulfat Mein tadapne ke siva Tu nahin hai to ghadi Bhar mujhe aaram nahin Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Badnaami ke daag lage hai Bas mere hi daaman par Badnaami ke daag lage hai Bas mere hi daaman par Jisne kiya hai rushwa mujhko Uspe koi ilzaam na aaya Jisne kiya hai rushwa mujhko Uspe koi ilzaam na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Bheja usne naama par ko Jab main duniya chhod chala Bheja usne naama par ko Jab main duniya chhod chala Uska kaashid aaya lekin Mere kisi bhi kaam na aaya Uska kaashid aaya lekin Mere kisi bhi kaam na aaya Jiske