Suna hai log use aankh Bhar ke dekhte hai So uske sheher mein Kuchh din theher Ke dekhte hai Suna hai rakt hai usko Kharaab haalo se So apne aap ko barbaad Karke dekhte hai Suna hai bole toh baaton Se phool jhadte hai Ye baat hai toh chalo Baat karke dekhte hai Suna hai din ko usey Titaliyan satati hai Suna hai raat ko juganu Theher ke dekhte hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Main jo zakhm khaya hai dil par Woh dikhane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Bhool jaane ke kaabil nahi hai Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Maine khat likhke unko bulaya Aake kaashid ne dukhda sunaya Unke paaon mein mehndi lagi hai Unke paaon mein mehndi lagi hai Aane jaane ke kaabil nahi hai Bewafa yun tera muskarana Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Maine puchha ke Kal sab kahaan the Pehle sharmaaye Phir jhalke boley Aap woh baat kyun Puchhatey hai ...
Comments
Post a Comment